Attitude Shayari in English

Attitude Shayari in English for Boys & Girls

An attitude line is a short sentence or phrase that highlights confidence, determination, or self-belief. It is often used to express bold thoughts and make a strong impression on others. These lines can be motivational, witty, or sassy, making them perfect for personal statements or captions.

Attitude Shayari in English🔥 has become a popular way to express bold feelings and confidence through short, impactful lines. Whether it’s a two line or a one line, these Shayaris perfectly capture strong emotions and self belief in a stylish way. They are especially loved by those who want to share their attitude status on social media or in personal messages.

This collection includes Shayaris for boys, girls, and universal expressions of power and pride. You can copy and paste them easily to make your personality shine online.

Attitude Shayari in English

Attitude Shayari in English – जनवरी 2025

The best attitude line is one that reflects your personality and makes you feel confident. For example:

  • “I’m not perfect, but I’m always original.”
  • “I don’t follow trends; I set them.”

Choose the one that matches your vibe and conveys your self-confidence with style.

Agar bigad jaayein toh kisi ki nahi sunte,
Waise kaafi acche hain hum.

Hum koi shaam ka sooraj thodi na hain,
Jo dhal jaayenge

Hum aisi saltanat ke baadshah hain,
Jise koi munafiq nahi gira sakta

Aadat nahi peeth peeche vaar karne ki,
Do shabd kam bolte hain, par saamne bolte hain

Apni ana apne paas rakh,
Tere jaise toh hum sadke mein dete hain

 Zindagi mein ooncha udna hai,
Toh baaz bano, dhokebaaz nahi

Jab kahani mein hum aayenge,
Phir Basanti toh kya, gubaar bhi naachega.

 Log waaqif hain hamari aadaton se,
Rutba kam sahi, magar lajawab rakhte hain

Munafiq chehron se waaqif hoon main,
Woh alag baat hai, izzat karna hamari fitrat mein hai

Mujhe badtameez kehte hain,
Yeh log jo sub krke bethy hain

English Attitude Shayari:

Tere intezaar par laanat,
Tere khayaal par aa thoo

 Mere mizaaj ka taqaza hai,
Mujh par bhonknay wala bhi nasli ho

Aapki adaayein,
Bhaad mein jaayein.

Hum kyun kisi ka soog manaayein,
Jo jaata hai, bhaad mein jaaye.

Kisi tareef ke mohtaaj nahi hain hum,
Jisne karni hai, kare; nahi toh para mare

Jab khoon mein baadshahat ho,
Toh riyaasat ki zarurat nahi hoti.

Itne bhi mohtaram nahi hain aap,
Ahtraam krna meri adat mein hai

Waqt toh aane do, Murshid,
Yeh sab kahenge, “Hamara falaan lagta hai.

Ab woh log mujhe galat bolenge,
Jo khud galti se paida hue hain.

Hathiyaaron ki zarurat kise hai,
Shaapron ke liye alfaaz kaafi hain

2 Line Attitude Shayari in English:

Jungle ke baadshah ka rutba na mila,
Gidaron ne laakh Naklyn utaari sheron ki.

 Kuch log jugnu ki tarah hote hain,
Inki bematlab hi jalti rehti hai

Hum dar ke nahi,
Sab karke baithe hain.

 Tum badalkar toh dekho,
Hum palatkar bhi nahi dekhenge.

Cigarette jitni bhi nuksaandeh ho,
Barbaad karne mein insaan ka muqabla nahi kar sakti

 Tum lautkar aane ka takalluf mat karna,
Hum manhoos shaklein baar-baar nahi dekhte

Pehchaan apni alag hai,
Beshumaar logon mein shumar nahi hote

 Sharafat ki duniya ka kissa hi khatam,
Ab jaisi duniya, waise hum.

Jo chhod gaya, usse yaad mat kar,
Giri hui cheez ki fariyaad mat kar.

 Woh mujhe padh paaye,
Aisi uski taleem nahi.

Khaandaani log hain janaab,
Hum taadaad ki buniyad par lashkar nahi badalte

 Aur hamara accha waqt
Tumhara jeena haraam kar dega

Mujhe ek hi rang pasand hai,
Jo mujhe dekhkar logon ka udd jaata hai

Similar Posts